prem ek kriya hai.
yah kbhi thakata nahin hai .
prem karne ke liye shuru men dekh-bhal or karuna ka bhav odna padta hai .
sath hi aapsi aadan-pradan shuru hota hai , tab dono hi taraf sachche prem ka ankur futta hai.ab nkab chehre men tabdil hota hai,fir utpadakta badti hai,sambndhon me nikhar aata hai,